| to, from |
topic |
2026-10-01, 2026-05-04 |
Tairee chahaton say nikal kay bhee main kaee zamanoon main qaid hoon,kahin mosmoon ki shikast main ,kahin roz-o-shab kay hasaar main.vo junoon maira junoon tha jo tawaf tha tairay sheher ka ,yeh sakoot maira sakoot hay jo para hay Rah Guzaar main ... |
2026-09-30, 2026-09-19 |
zabt kar aaey dil-e-majrooh k es dunaiya main,kon sa dil hadf-e-gardishay aayaam nahi..gham-e-mehboob,gham-e-deher,gham-e-jaan ki kaqasam,aisay gham bhi hain yahan jin ka koi naam nahi... |
2026-09-19, 2026-09-15 |
hum khud ko pukaarin bhi tou aksar nahi aatay..andar hi paray rehtay hain baahir nahi aatay..mein gard-e-safar orh k lota hoon teri simt,warna meray jaisay kabhi mur k nahi aatay.yeh hum hain,shab-e-taar hay,yeh jalta howa dil,ab khawab tumharay hamain yaksar nahi aatay |
2026-09-14, 2026-05-15 |
Menay Zindaan main seekha tha,aseeron say ek "isam",jisko diwaar pay phoonkain tou "hawa" aati hay.usko parday ka "taradud" nahi karna parta,aisa chehra hay k dekhin tou haya aati hay..theek hay! saath raho meray,magar aik sawal,tumko "Wehshat" say hifaazat ki dua aati hay?? |
2026-08-28, 2026-08-20 |
pathar hay teray haath main ya koi phool hay,jab tu qabool hay tera sab kucch qabool hay.tu dil pay boojh lay k mulaqat ko na aa,milna hay es tarah tou biccharna qabool hay.phir tu nay day diya hay niya faasla mujhe,sir per abhi tou picchli musafat ki dhool hay |
2026-08-19, 2026-08-16 |
Our task is not to seek for love, but merely to seek and find all the barriers within yourself that you have built against it - Rumi |
| 2026-08-15 |
Happy Independence Day Everyone, PAKISTAN ZINDABAD ???????? |
| 2026-08-14 |
Happy Independence Day Evereyone, PAKISTAN ZINDABAD ???????? |
2026-08-13, 2026-08-01 |
jab main chalun tau saaya bhi apna na sath day,jab tum chalo zameen chalay aasman chalay..aankhon main kaun aa kay ELLAHI nikal gaya,yeh kis ki talaash main meray ashk-e-rawAan chalay.. |
2026-07-31, 2026-07-27 |
jaisay qasbay ka koi station.. aakhree rail k guzzarnay per... itnaa sunsaan lagnay lagtaa hay... jaisay yahan koi thaa hee nahi... iss tarah tere shehr may humaara dill... chandni raat k dhondlakon may ,,, itna verran lagnay lagtaa hay. jaysay dharrkan sey aashnaa hee nahi |